Koshish karne waalon ki haar nahin hoti
Lehron se darkar nauka paar nahin hoti,
Koshish karne waalon ki haar nahin hoti.
Nanhi cheenti jab daana lekar chalti hai,
Chadhti deewaron par, sau baar phisalti hai.
Man ka vishwaas ragon mein saahas bharta hai,
Chadhkar girna, girkar chadhna, na akharta hai.
Mehnat uski bekaar har baar nahin hoti,

Dubkiyaan sindhu mein gotaakhor lagaata hai,
Jaa jaa kar khaali haath lautkar aata hai.
Milte na sahaj hi moti gehre paani mein,
Badhta doona vishwaas isi hairaani mein.
Mutthi uski khaali har baar nahin hoti,

Asafalta ek chunauti hai, sweekar karo,
Kya kami reh gayi, dekho aur sudhaar karo.
Jab tak na safal ho, neend chain ki tyaago tum,
Sangharshon ka maidaan chhod mat bhaago tum.
Kuchh kiye bina hi jayjaykaar nahin hoti,

Kavi: Shri Harivanshrai Bachchan.
---
लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती
कोशिश करने वालों की हार नहीं होती

नन्ही चींटि जब दाना लेकर चलती है
चढ़ती दीवारों पर सौ बार फिसलती है
मन का विश्वास रगों में साहस भरता है
चढ़कर गिरना , गिरकर चढ़ना न अखरता है
महनत उसकी असफल हर बार नहीं होती
कोशिश ...
डुबकियाँ सिंधु में गोताखोर लगाता है
जा जा कर खाली हाथ लौट कर आता है
मिलते न सहज ही मोती गहरे पानी में
बढ़ता दूना उत्साह इसी हैरानी में
मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती
कोशिश ....
असफलता एक चुनौती है स्वीकार करो
क्या कमी रह गयी देखो और सुधार करो
जब तक न सफल हो नींद चैन की त्यागो तुम
संघर्षों का मैदान छोड़ मत भागो तुम
कुछ किये बिना ही जयजयकार नहीं होती
कोशिश ....
कवि : श्री हरिवंश राय (श्रीवास्तव) बच्चन